Aaj ke dor me programming ek bahot bada field hai. agar aap bhi IT field me apna career banna chahte hai to aapko kuch high level programming language ka knowledge hona bahut jaroori hai. waise to har field ke liye alag alag programming language hai. par begeniar ke liye kuch basic programming language ka knowledge hona bahut jaroori hai. to is post me ham jante hai ki 2020 me kon kon si programming language top hai aur aap unhe kahan se sikh sakte hai.
Must Read : How Learn Hacking ( Hacking Kaise Sikhe ) Full Guide Hindi
List Of Top 10 Programming Language Hindi Me
1. C
Features of programing C :
Fast And Efficient
Portable
Function With Rich Libraries
Modularity
Easy to Extend
Variety Of Data Types And Powerful Operators
Python ek vyapak roop se use ki janewali high level programing language hai, jisko 1991 me Guido van Rossum ne banaya tha.
Features of programing Python :
Simple
Easy to Learn
Free and Open Source
High-level Language
Portable
Interpreted
Object Oriented
Extensive Libraries
Embeddable
Java ek general-purpose high level programing language hai. java ko pure object oriented programming language kaha jata hai. jiska use aaj ke samay me computers, cell phones, mobile pda aur anya devices me kiya jata hai.
Features of programing Java :
Simple
Object-Oriented
Portable
Platform independent
Secured
Robust
Architecture neutral
Dynamic
Interpreted
High Performance
Multithreaded
Distributed
Vartman samay me jitni bhi modern programming languages develop ki gayi ha, vo sabhi Object Oriented Programming System par adharit programming languages hain aur “C++” ek aisi programming language hai, jisme OOPS ke niyamo ka kafi asani se Implement kiya ja sakta hai.
Features of programing C++ :
Simple
Portability
Powerful
Platform dependent
Object oriented oriented
Case sensitive
Compiler based
Syntax based language
Use of Pointers
C sharp ek modern object oriented programming language hai. C# ko .NET framework me software development ke liye banaya gaya hai. C# c,c++ aur java se related hai.
Features of programing C# :
Simple
Modern
Object Oriented
Type Safe
Interoperability
Scalable And Updateable
R statistical computing and graphics programing ke liye open source programming language aur software environment hai.
Features of programing R :
Performing multiple calculations with vectors
Processing more than just statistics
Running code without a compiler
JavaScript ek client side programming language hai jo web pages me programming logic add karne ke liye use ki jati hai. HTML ek designing language hai aur ye keval webpages ko design karti hai. HTML ke dwara aap webpages me koi logic perform nahi kar sakte hai.
Features of Javascript :
Giving the user more control over the browser.
Detecting the user’s browser and OS
Performing simple computations on the client side.
Validating the user’s input.
Handling dates and time.
Generating HTML on the fly.
PHP ek open source server side scripting programing language hai. PHP dynamic webpages develop karne ke liye use ki jati hai. PHP ka pura naam PHP Hypertext Preprocessor hai. pahle ise personal home pages ke naam se jana jata tha.
Features of PHP :
Simple
Faster
Interpreted
Open Source
Case Sensitive
Simplicity
Efficiency
Platform Independent
Security
Flexibility
Familiarity
Go ek free and open source programing language hai jise 2007 me google ke robert griesemer, rob pike, and ken thompson ne banaya tha. Go Stand-alone command-line apps or scripts network and web servers ke liye ek good option hai.
Features of Go :
Assembly
Architecture Specific File
Channels
Go Threads (Green threads)
Object-Oriented Programming
Swift ek general-purpose, multi-paradigm, compiled programming language hai jise Apple ke dwara banaya gaya hai. Swift ko Apple’s Cocoa aur Cocoa Touch frameworks ke sath kam karne ke liye banaya gaya hai.
Features of Swift :
Safe
Fast
Expressive
Multiple return values and Tuples.
Generics
Concise and fast iteration over a collection or range.
Structs which support extensions, methods and protocols.
Functional programming patterns.
Advanced control flow
Powerful error handling
Top 10 Programming Language Ki Puri Jankari In Hindi post ko pura padhne ke liye aapka dhanyawad. agar aapko ye post useful lage to please share this.
Apni favorite programing language ko comment box me likhna mat bhule.
Leave a Reply